Maa Baap or 3 Bachon per mushtamil family ka sarbarah Baap sakht bemaar or illaaj na hone ki waja say intaqaal kar gya.
3 din tak par'rosiyon nay khana bheja
Kuch din tak jaise taise Maa ne Bachon ko khilaya
Phir faaqay parnay lagay jiski waja say 8 saal ka betaa sakht bemaar ho gya
5 saal ki Bachi nay Maa kay kaan mein poocha,
"Amma bhai kab maray ga? "
Maa tr'rap gayi or kaha :-
Aisa qyun pooch rhi ho?
Bachi ne masoomiyat say kaha :-
Amman bhai mare ga to ghar mein khana aye ga na.....................................!
----------------------------------------------------------------------------------------------
Ager parhnay kay baad Ankhen nam ho jayen to khud say sawaal zaroor karen kay ham kab tak apni zaat kay lye sochte rahen gay?
Apni income ka kuch hissa aysay logon per zaroor kharch karen.
Sadqa, Kheraat, Zakaat.....kuch bi naam den, lakin baantnay ki adat dalen takay bhook kisi apnay ko apnon say na chheen sake......